People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 2 *

Pyar Ka Zamana Hai
Singer: Asha Bhosle
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Pt.Ravi Shankar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hamara-Watan/Pyar-Ka-Zamana-H
pyar ka zamana hai ye sama suhana hai
jhum le ye khushi ka tarana hai
pyar ka zamana hai ye sama suhana hai
jhum le ye khushi ka tarana hai
pyar ka zamana hai

raat suhani ye mausam bahar ka
chhed de ye premi nagmaat hai pyaar ka
raat suhani ye mausam bahar ka
chhed de ye premi nagmaat hai pyaar ka
jame mohabbat labo se laga le
aaj har dil tera diwana hai
pyar ka zamana hai ye sama suhana hai
jhum le ye khushi ka tarana hai
pyar ka zamana hai ye sama suhana hai
jhum le ye khushi ka tarana hai
pyar ka zamana hai

aaj har shay pe chhayi jawani
sari duniya hai humse begani
aaj har shay pe chhayi jawani
sari duniya hai humse begani
meri najar se najar to mila le
pass mere khushiyo ka khazana hai
pyar ka zamana hai ye sama suhana hai
jhum le ye khushi ka tarana hai
pyar ka zamana hai ye sama suhana hai
jhum le ye khushi ka tarana hai
pyar ka zamana hai
Yeh Shokh Sitare Karte Hai Ishare
Music: Hemant Kumar
Lyricist: Pt.Ravi Shankar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hamara-Watan/Yeh-Shokh-Sitare
ye shokh sitare karte hai ishare
aa baith ke do char ghadi pyar kare
ye raat jawa hai rangin sama hai
aise me sanam pyar ka ikraar kare

leke ek rang naya aayi hai ulfat ki ghadi
raat hai banke mere samne dulhan si khadi
kasam tumhari jo hum pyaar se inkaar kare
aa baith ke do char ghadi pyar kare
ye shokh sitare karte hai ishare
aa baith ke do char ghadi pyar kare
ye raat jawa hai rangin sama hai
aise me sanam pyar ka ikraar kare

saaz-e-dil ched ke ulfat ke tarane gaye
kya ye acha ho ho din raat bade ho jaye
isi tarah chaman pyar ka guljar kare
aa baith ke do char ghadi pyar kare
ye shokh sitare karte hai ishare
aa baith ke do char ghadi pyar kare
ye raat jawa hai rangin sama hai
aise me sanam pyar ka ikraar kare